aap apney bete ko ghar par busy rakhein ke liye, sabse pehle to uske sath batcheet karein.. usse baat karney par aapko samjh aa jayega ki woh chahta kya hai aur sath hi aap bhi use batayein ki aap kya chahte hain. uski umar ke anusar behad zarur hai ki use padhai ki taraf le kar jayein. aap use padhai ka mahatv bhi samjhayein aur sath hi uske vicharon ka bhi samman karein... iske alawa aap bachchon ko vyast rakhein wali kai activities ke bare mein bhi jankari le sakte hain. adhik jankari ke liye aap yeah lekh padh sakte hain...

https://www.schoolmykids.com/hi/parenting/ways-to-keep-kids-busy-at-home-during-coronavirus-break-in-hindi